01
-
Saal ha saal aur ik lamha
Koi bhi to na in main bal aya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Khud hi ik dar pe main ne dastak di
Khud hi larka sa main nikal aya
----------
02
-
Meri aqal-o-hosh ki sab halatain
Yea tere khat, teri khushbo yea tere khawab-o-khayal
Kitnay zalim hain jo yea kehtay hain
Hai muhabbat hayat ki lazzat
sharam, dehshat, jhijhak, pareshani
Saal ha saal aur ik lamha
----------