tumharay naam ke harfon se behter abjad mein nahi hian
Naa jaanay kab sey yeh mausam
Sitaron ki tarah dharti ke seenon per farozaan hain
magar in ki nigaahon ney
tumharay vasl key lamhon se behter waqt
dekhaa hai naa socha hai
hawa ney manzaron per aaj tak jo khuch bhi likha hai
tumharay naam likha hai
khala mein tootaty taraay tumharay baam sey guzrein
to ruknay ko machaltay hain
falak ko choomtay jazbaat tumhari aankh se utrein
to paatalon mein girtay hian
tumharay khwab sey roshan manaray
waqt ke daryaaa-e-be had mein nahi
tumharay naam ke harfon sey behter haraf, abjad mein nahi hain
Re: Saahil
tumharay naam ke harfon se behter abjad mein nahi hian Naa jaanay kab sey yeh mausam Sitaron ki tarah dharti ke seenon per farozaan hain magar in ki nigaahon ney tumharay vasl key lamhon se behter waqt dekhaa hai naa socha hai hawa ney manzaron per aaj tak jo khuch bhi likha hai tumharay naam likha hai khala mein tootaty taraay tumharay baam sey guzrein to ruknay ko machaltay hain falak ko choomtay jazbaat tumhari aankh se utrein to paatalon mein girtay hian tumharay khwab sey roshan manaray waqt ke daryaaa-e-be had mein nahi tumharay naam ke harfon sey behter haraf, abjad mein nahi hain
UZ, :@: ... your selection improving very fast...is baar to aap paas ho hi jaeiN gi :D
Re: Saahil
Bahut umdaah UZ … :k:
Re: Saahil
chaleiN ji aap ka zouq bhi nikhar raha hai :-d
Re: Saahil
Beautiful sharing :)
Re: Saahil
very nice sharing UZ :)
Re: Saahil
Amjad Islam Amjad... my favourite poet!! thanks for sharing UZ...
Re: Saahil
Haan ji shayaroon ka asar hota jaa rhaa hia ![]()
Thanks AB
Re: Saahil
chaleiN ji aap ka zouq bhi nikhar raha hai :-d
Beautiful sharing :)
Gul ;) Thanks
Thanks koyal
Re: Saahil
very nice sharing UZ :)
Amjad Islam Amjad... my favourite poet!! thanks for sharing UZ...
Thanks Shab and Fara :)
Re: Saahil
Good One UZ..:k: