**
Saahil sey takrati yeh leharain
kiya keh raheen hain
har bar ak kay aas lay kar
saahil taak ati hain
magar nakam lout jati hain
per woh
umeed kay moti
saahil par hi chorh jateen hain
kay anay wala yeh jaan ley
main tu aaye thee.
per tum hi nahi milay…!!!
hmm kitna pyara umm yeh to mein kud se nahi keh saktah lamhay keh kitna pyara agar kud se kahun to apne muhn miyan mituh bana ho giya na matlab apni tarfef kudse hi ese to hum nahi bas yeh samaj lijiye
" phol dehke to sharmah ke muskra deh"itna pyara sa;):) lekin phol female hona chahiye janab:)