muddii
1
Saaf Zahir Hai Nigahoon Say Keh Hum Murtay Hain
Munh Say Kehtay Howay Yeh Baat Magar Dartay Hain
Ik Tasveer e Muhabat Hai Jawani Goya
Jis Main Rangoon Kay Ewaz Khun E Jigar Bhartay Hain
Eshrat e Rafta Nay Jaa Kar Na Kiya Yaad Humain
Eshrat e Rafta Hum Yaad Kiya Kartay Hain
Asmaan Say Kabhi Daikhee Na Gaiee Apni Khushi
Abh Yeh Haalat Hain Keh Hum Hustay Howay Dartay Hain
Shair Kehtay Hoo Buhat Khub Tum Akhtar Laikin
Achay Shair Yeh Sunna Hai Keh Jawan Maurtay Hain…
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say............!!!
nice
Koyal
3
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
hey Allah tu aisay public maiN izhaar keoN 
muddii
4
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say............!!!
nice
Thank you Sunny Boy:)
muddii
5
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
hahahahahaha shaid public he haal e dil wahan pouhnchaa daay jahan khud say nahee pouhnchaaya jaa raha:)
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
nice:k:
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
:aq:
Koyal
8
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
jelous lok 
Koyal
9
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
ye accha tareeqa hai naam b likh dain na UN ka

muddii
10
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
Thank u:)
muddii
11
Re: Saaf Zahir Hai Nigahoon Say…!!!
:halo: