saadi tankhaw badhao

Re: saadi tankhaw badhao

ub utrwa dein apni bike say ...koi faida nahi ...unhon nay nahi barhai tankhwahein..jis ki ap ass lagaye bethay thay

Re: saadi tankhaw badhao

miyan sahib ka sher tankhah kha gaya

Re: saadi tankhaw badhao

ziada shor sharaba kia to aap ko bhi kha jaey ga

Re: saadi tankhaw badhao

hamare haan goli 5 rupe ki hai.. 20 rupe main sher gaya :2guns:

Re: saadi tankhaw badhao

pitang to aap se phati nahin sher ka kya karein gy

Re: saadi tankhaw badhao

Patang walon ne to balle toRne, teer maroRne aur sher phoRne ka theka lia huwa hai :hbk:

Re: saadi tankhaw badhao

5 rupay ki? itni sasti? ye pastool wali goli hi hai na? ke B.P ya mayfair ki?

Re: saadi tankhaw badhao

pata nahin maine suna tha ke sab se sasti insani jaan hai

Re: saadi tankhaw badhao

haan aik halqy mein tez tareen voting ka record banaya hai patang walon ne