Yeh dill malool bhii kaam hai uddas bhii kaam hai
kaee dinoon say koe aas paas bhi kam hai
Re: S h a i r
yaad ker k mjuhe takleef hi hoti ho gi
ek kissa hoon purana sa, bhula de mujh ko....
Re: S h a i r
ek baar aur bhe kyun arz e tamana na karoon
k tu inkar bhe karta hy, ajab naaz k sath.
Re: S h a i r
**kuch hum bhi thak gayee the, usay dhoond'te hue
kuch zindagi k pass bhi mahulat hi nahi rehi
us ki ek ek adda se ghalknay laga khaloos
jab hum ko aitbar ki adat hi nahi rehi ... **
Re: S h a i r
Hoti nahin Qubuul duaa tarq-e-Ishq ki
Ji chahta nah ho tou duaa mein asar kahan
Re: S h a i r
:k: