Rung bhi...

Rung bhi zindagi ke mazhar hain
Sirf aansooh hee tarjmaan nahi
Kal ko mumkin hai ek haqeeqat ho
Aaj jiss baat ka gumaan nahi

**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

waah very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

waah waah
ab aaiya Ount pahath ke neecheeeee
ab dekhnaa aunty aur uncle kaisse muqblaa kareineg daT kar tumhaara bahteeji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

LOLZ
Wesse Choice acHi hai , kahaN se churaiya hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

mera matlab kiss shaiyar ka hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

hmmm grand pa shaied keon chando

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

sweet

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

very Nice Baahnje

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif

IS SUNG DIL KI WADA KHILAFI TO DAIKHYE
PATHRA GAYI HAIN AANKHAIN MERI INTIZAAR MAIN

whats about that bhaateeji ?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

aaao Maidaan meiN !!!
**Jo meharbaaN koi Chehraa nazar bhi aata hai
To Dil meiN guzre ZamaanoN ka Dar bhi aata hai

Hare Bhare Mere kHwaaboN ko rondne waalo
kHudaa-e-Zindaa ZameeN per utar bhi aata hai

Wo Piyaas hai keh Duaa ban gaiyaa hai mera Wajood
Kab aaigaa jo koi abr-e-tar bhi aataa hai
**

**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited June 28, 2002).]

[quote]
Originally posted by Tassneef:
**

whats about that bhaateeji ?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

aaao Maidaan meiN !!!
**Jo meharbaaN koi Chehraa nazar bhi aata hai
To Dil meiN guzre ZamaanoN ka Dar bhi aata hai

Hare Bhare Mere kHwaaboN ko rondne waalo
kHudaa-e-Zindaa ZameeN per utar bhi aata hai

Wo Piyaas hai keh Duaa ban gaiyaa hai mera Wajood
Kab aaigaa jo koi abr-e-tar bhi aataa hai
**

Bohot khoob Chorni bhaateeji jee…

Tassneef jee kion us bicharhi ko thang kar rehe hai …

[quote]
Originally posted by Nayab:
**

hehe Fokar Not
wo koi TaNg aane waaali Cheez hai:confuse:?

**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**

He he haan yeh bhi hai …

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Lolzz wesse Bhaateeji nazar nahIn aai
kHudaa kHaair karee…maiN aapna baTwaaa to dekhooN sab salamat to hai naa LOLZ

**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**

Yeh kia keh rehe hai…aghar nazaar nahin ahee is ka matlub yeh to nahin keh woh…
Wese aghar socha jahay to bhaateeji to aap ki hi hai na

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

chan_chehra aunty shukria

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

tasneef uncle ji ji, aap hee pichay paray thay ke khud bhi kuch paysh karo, tou socha uncle ki yeh khwaahish bhi poori kar dee jaaye. btw muqabla shuqabla mein ne nahiee karna, iss cheez main mujh se koi muqabla nahi hota, albata chorion main karna hai tou aa jayen medaan main

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

. aur sorry uncle ji jub churaaya tha uss waqt shaayer ka naam likhna bhool gaiee thee.

nikami aunty shukria, aur mein grandpa kahan se nazar aati hoon?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

…array chanda aunty nikami aunty ka chashma tou laana zara gigglez

gemini baji thankoo

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

coolflame uncle thank u, aur aap ka sher bhi bohot acha hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

nayab aunty shukria bohot bohot blushes

**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

Yeh lay tassneef jee bhaateeji ko yaad kiya jah raha tha na…a ghay hai …Wese bhaateeji jee kitni jaldi aap neh apneh uncle ki awaaz sun li…

wah uncle bohot khoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

very nice..aur haan aap ne sahi kaha hum tung aanay waalon main se nahi, ulta aap ko tung karoon gee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/devil.gif

,

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/disgust.gif

array mein nazar nahi aa rahi iss ka matlab yeh tou nahi ke mein apne dhanday pe lagi thee, mein tou ghar ki safaiee kar rahi thee..o haan bhool gaiee thee bataana ke chorion ke ilaawa mujhe safaaie bhi karni parti hai, aur chorni ke ilaawa mein nokraani bhi hoon

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

nayab aunty such kaha aap ne

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

…kaam tou ese karoon gee hee, aakhir bhateeji kis ki hoon

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/dixsi.gif

**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

kya karain aunty ji, dekh lain ab kitna pyaar hai bhateeji aur uncle main

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

[QUOTE]
Originally posted by XChorniX:
** wah uncle bohot khoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

very nice..aur haan aap ne sahi kaha hum tung aanay waalon main se nahi, ulta aap ko tung karoon gee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/devil.gif

,

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/disgust.gif

array mein nazar nahi aa rahi iss ka matlab yeh tou nahi ke mein apne dhanday pe lagi thee, mein tou ghar ki safaiee kar rahi thee..o haan bhool gaiee thee bataana ke chorion ke ilaawa mujhe safaaie bhi karni parti hai, aur chorni ke ilaawa mein nokraani bhi hoon

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

nayab aunty such kaha aap ne

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

…kaam tou ese karoon gee hee, aakhir bhateeji kis ki hoon

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/dixsi.gif

Hmmm aap ko humhe double face dekha kar darha rehi hai …chehre peh chehra..aap ka matlub yeh keh pehla aap ka aur dosrah Uncle jee ka..right

Aur chorni jee ghar ka kaam karne seh kohi nokrani to nahin band jahta naaa

Lo Chor ko Yaad kiyaa Chor aagiyaa
´wesse bhateeji koi muqaablaa jeet haar ke lyie nahIn ho raha , sirf waqt guzaara ja raha hai aur i think iss se Ilm mein bhi azaafa hota hai..mere paass aaj kal bohat faltooo waqt haai…ussko maiN awaaragardi meiN zaiyaa nahin karna chaahta , aap jaisse acHey dostoN mein aakar kucH seekh letaa hooN.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

aur ab baahir ki safaai akrte karte apne hi Ghar ki safaai shuru kar di Allah bachaaye ab to ghar ko bhi aur ghar waaloN ko bhi

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Nayaab Jee nayaab sahibaa aa hi gai ..Yaad to karna parhta hai na akHir bhaateeji hai aur Raunaq bhi hai mashaallah isske damm se , nahin hoti to miss kartaa hooN shiddat se

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

aakHir Chaachu jo huwaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

allah issko issi tarah hanstaa kheltaa rakhe aameen