Ruksat hua jaata hoon

Lazzat-e-zakhm-e-jigar tujh se chhupa bhi na sakoon
Dard is darja barha hai ke bataa bhi na sakoon

Aaj ruksat hua jaata hoon bas itna keh ke
Main gaya waqt nahin hoon, ke phir aa bhi na sakoon

:slight_smile:

Re: Ruksat hua jaata hoon

Umda.. :)

Re: Ruksat hua jaata hoon

Daniee Its Awesome.................:)

Re: Ruksat hua jaata hoon

thank youuu :)

Re: Ruksat hua jaata hoon

nice :k:

Re: Ruksat hua jaata hoon

Good :)