Yeh kaam wali baji-rukaiyya baji kahan chalein gayein
mujhe lagta hai mujhe tornay ke wajha say nikal diya cafe say:snooty:
Yeh kaam wali baji-rukaiyya baji kahan chalein gayein
mujhe lagta hai mujhe tornay ke wajha say nikal diya cafe say:snooty:
Re: rukaiyya baji
![]()
plate ko jorney k lleye glue la rahe hain
Re: rukaiyya baji
2 nafl parh k 25 minuites ki dua karring - khudaaaya inn multi log-on se muaaf farmaa aur inn se nijaat farmaa (aameen)
Re: rukaiyya baji
:lol:
kis nai nikal diya:)
Re: rukaiyya baji
![]()
![]()
![]()
:
jao na unhein dhoond ke lao.I miss her
Allah talah bhi unhein ke sunte hain jo dua ke saath koshish bhe karte hain:)
Ghulab khanah neh .the cafe owner
Re: rukaiyya baji
alooo saheli kaisee hoo tum
aj tou kaheen sai nahi tooti nah:dwash:
Re: rukaiyya baji
NAMAKDANI NAMAKDANI
han yaraa bas shukar hai bach gai girtay girtay:layd:
shukar karoo farash pai hi girtee hoo behan,nazroon mai nahi girti:ls:
Re: rukaiyya baji
pata he kitna gunah mile ga. rukkaiya baji ko nikal deya.
hayelaa
haan haan rukaiyya baji paanch waqt ke namazi aur tahajud guzar thein:(
chalo unke leye fateha karte hai. ![]()
Re: rukaiyya baji
han jeh
Allah Talah baji rukaiyya ko baksh de aur humein ek nea dishwasher ata farma
ameen
Re: rukaiyya baji
Agar tooti plate gir jato tou phir kia hota ![]()
shayad woh gir k jur jati,
hai na ![]()
Re: rukaiyya baji
tooti plate pehle tehk teh jeb ono neh epne plate meyn namakdani ko rekha to wo toot gaee ab wo tooti plate heyn ![]()