rubaa'iyaat-e-vaalid marHoom-6

Re: rubaa’iyaat-e-vaalid marHoom-6

indeed! thank you…kaash ham kabhii is baare meN sochte…us dhartii ke baare meN jise ham din raat raundte haiN :frowning:

thank you ji :slight_smile:

soch rahaa huN k kia waqa’ii meN ham be-hiss nahiiN haiN? kia waqa’ii ham is anjaam se yaksar begaane nahiiN haiN? kia waqa’ii ham is din ko faraamosh kiye baiThe haiN? :hmmm: tum bhii socho ghuTnaa pakaR ke! :cb: