aaj aayii hai jo cheez, vo kal jaayegii!
sunnat-e-qadeem kia badal jaayegii?
tuu raund rahaa hai jiskii chaatii, yeh zamiin!
muNh khol ke tujh ko bhii nigal jaayegii!!! ![]()
Re: rubaa’iyaat-e-vaalid marHoom-6
:k: Thought provoking
Re: rubaa’iyaat-e-vaalid marHoom-6
True :k:
Re: rubaa'iyaat-e-vaalid marHoom-6
ap soch me kion pare KK@
Re: rubaa’iyaat-e-vaalid marHoom-6
indeed! thank you…kaash ham kabhii is baare meN sochte…us dhartii ke baare meN jise ham din raat raundte haiN ![]()
thank you ji ![]()
soch rahaa huN k kia waqa’ii meN ham be-hiss nahiiN haiN? kia waqa’ii ham is anjaam se yaksar begaane nahiiN haiN? kia waqa’ii ham is din ko faraamosh kiye baiThe haiN?
tum bhii socho ghuTnaa pakaR ke! ![]()