Rotey phirtay hain sari sari raat
Ab yehi rozgar hai apnaa
Restored attachments:
Re: Rozgar
Tankhwah kya hai :p
Re: Rozgar
Tankhwah kya hai :p
Jitni bhi hai sari tissues papers khareednay mein nikal jati hai :p
Re: Rozgar
Tabhi main kahon k ghar kabaR khana kiyon bana rehta hai ![]()
Re: Rozgar
Tankhwah kya hai :p
yehi mera sawal hai
Re: Rozgar
Aur khud ko safai ka khayal tou kabhi nahin aaya …lazy bum ![]()
Re: Rozgar
Haan kiyon nahi.. mery agy peechy to nokar phirty hain na ![]()
Re: Rozgar
Peechay phirtay hongay ![]()
Re: Rozgar
Hum apna kaam khud karty hain ![]()
Re: Rozgar
Dusron ka kernay se muhabbat berhti hai
Re: Rozgar
Dusron ka kernay se muhabbat berhti hai
Really.. Awww.. Chalain Ap itna insist kar rahi hain to kar ho dain mera kaam :p
Re: Rozgar
![]()
Aapko tou ungli pakrai thee aapnay haath he pakar liey …ab yeh na kehna khana khila bhi dou ![]()
Re: Rozgar
Its not khali ![]()
Re: Rozgar
Jo roya wo khoya ![]()
Re: Rozgar
Tankhwah kya hai :p
jitni ko hasb e taufiq dy dy