Sannan
1
**Ramzan Sharif kay doran different mosque mein loog different ways say logoon ko Sahri kay liye uthatay hain jaisay …
**
- Rozay Daroon Allah Nabi (peace be upon Him) kay payroon Aftarri ka waqat ho gia hay, Aftarri kar lo
Kia iss kay illawa bhi kuch kahtay hain 
Re: ► Rozay Daroon ◄
main to bachpan se yhi sunti ayi hoon
Re: ► Rozay Daroon ◄
**Yeho sunti aaye hoon :@:
**
Re: ► Rozay Daroon ◄
Laa Ilahaa ke Ziker se Sab ka Bhala hojaygaaa .... Uth Musalamaa jaag jaa dekh sehar hone ko hai
I lub da way dat baba jee read this, bachpan se dekhte a rhe hain MashaAllah unhen.
Re: ► Rozay Daroon ◄
KSA mein tu kuch nahi kehtei bus azan hoti hei albatta pak mei kehtein hein :)
Sannan
6
Re: ► Rozay Daroon ◄
Laa Ilahaa ke Ziker se Sab ka Bhala hojaygaaa .... Uth Musalamaa jaag jaa dekh sehar hone ko hai
I lub da way dat baba jee read this, bachpan se dekhte a rhe hain MashaAllah unhen.
MashaAllah aap babay lagnay lagay ho leekan woh baba g uss he tarah hain :@:
waisay thanks for the new addition but coudn't understand this "I lub da way dat "
Re: ► Rozay Daroon ◄
ksa mein kuch nahi kehte per i think main ne kaheen se sunna hai ye per ab yaad nahi k kahan se suna tha
**''Rozay Daaron Allah k pyaron **
** Zorah Aftaar karlo karlo karlo’'**
thanks:cb:
Re: ► Rozay Daroon ◄
Dude, Sehri ke leye uthaatay wakt Aftaari kar lo … Lagta hai abhi se ramadan ki tension hai sar per …
Re: ► Rozay Daroon ◄
pai jan maine kaha menu chachay da andaz wadda acha lagda hai, jiwe ono kenday nay
awaz main dam hai
haan baba waise hi hain hum budday hogaye 
Re: ► Rozay Daroon ◄
yar ye bus pak:jhanda: mein kehtein hein.
Re: ► Rozay Daroon ◄
Idhar to subab subah Dhol walay ajatay hai uthanay 
Re: ► Rozay Daroon ◄
acha hota hei aap ki aankh tu khul jati hei kamas kam:@:

Re: ► Rozay Daroon ◄
Meine to sona he sehri kr ke hai

Re: ► Rozay Daroon ◄
:k: Shabash 
me too:chilly:
Lilly
18
Re: ► Rozay Daroon ◄
Main nay bhi yehi suna hai
hahaha 
but here nothing like that , only setting your alarm helps you to wake up and Ramadan timetable. 