In rozon ney to, kiya muje baytaab…
Kabhi hum bhi khatay thay, din mein tikkay aur kabab..
Woh lassian..sharbat aur sab kuch, jo kartay saray nawab..
Woh dostoon kay saath hang out karna.. sab kuch tha lajawaab..
In rozon ney to, kiya muje baytaab..
Din mein time guzarta hai bas, ab to parh kay kitab..
Sochta hoon kama loon kuch thora sa, mein bhi koi sawab..
Woh iftari ke shamoon mein.. niklay larkiyon ko dektay pehnay nikab..
In rozon ney to, kiya muje baytaab…
Others can continue if u can think beyond..