Re: Roz soch kar barastay hain mairay anso o laho
:(
Re: Roz soch kar barastay hain mairay anso o laho
Na pak hukmrano.. lakh lannat hai
Re: Roz soch kar barastay hain mairay anso o laho
10x 4 lykin
lakh lanat word bhi chota hay in khabison k liye
10x 4 lykin lakh lanat word bhi chota hay in khabison k liye
Insna hain wo bhi, lanat ka bajaye Dua Karen ke hidayat milay unhe :s
Re: Roz soch kar barastay hain mairay anso o laho
Insna hain wo bhi, lanat ka bajaye Dua Karen ke hidayat milay unhe :s
Insaan woh hay jis mein kuchinsaniat ho. kia aap samjhti hain kah inn main insaniat hay ?
Duaon ka sah sath aab amal ka waqat bhi hay jub tuk aap dil say in ko bura naheen samjhi gi to kabhi bhi tabdeeli nahin aai gi
[quote="Kinzz, post:2, topic:283353"]
Insna hain wo bhi, lanat ka bajaye Dua Karen ke hidayat milay unhe :s
Insaan woh hay jis mein kuchinsaniat ho. kia aap samjhti hain kah inn main insaniat hay ?
Duaon ka sah sath aab amal ka waqat bhi hay jub tuk aap dil say in ko bura naheen samjhi gi to kabhi bhi tabdeeli nahin aai gi
[/QUOTE]
Kis Mai kitni insaniyat hai yeh hum kon houtay hain judge karne wale?
Amal ka waqt? Apki Nazar Mai Amal yeh hai ke inko bura samjha jaye? I'm sorry per muje apne ilawah koi bura Nazar nahi ata, jahan tak Dua Ki bat hai Hume karni chahiye, Dilo ko phairne wala Allah hai Hidayat dene wala Woh hai,
Nafrat Buraii se Ki jati hai insan se nahi,same usi tarah inko bura samjhne se Kia hoga? Bura samjhne se Kia change aa Jana hai un Mai?bura samjhne se zyada behter nahi ke hum wo energy unke liye Dua karne Mai lagaye?
Re: Roz soch kar barastay hain mairay anso o laho
heart breaking.
Re: Roz soch kar barastay hain mairay anso o laho
Kis Mai kitni insaniyat hai yeh hum kon houtay hain judge karne wale? Amal ka waqt? Apki Nazar Mai Amal yeh hai ke inko bura samjha jaye? I'm sorry per muje apne ilawah koi bura Nazar nahi ata, jahan tak Dua Ki bat hai Hume karni chahiye, Dilo ko phairne wala Allah hai Hidayat dene wala Woh hai, Nafrat Buraii se Ki jati hai insan se nahi,same usi tarah inko bura samjhne se Kia hoga? Bura samjhne se Kia change aa Jana hai un Mai?bura samjhne se zyada behter nahi ke hum wo energy unke liye Dua karne Mai lagaye?
Insaniat ko hum judge naheenkarain gaiy to koun karay ga ? Loog bhokay mar rahay hoon, karkhanay band ho rahay hain aur aap kahti hain inn ko bura mat kaho ????? Inn ko he walli ullah samjho aur inn he ko dobra vote daitay raho aur jai namaz bicha kar sirf dua kartay raho ?
Agar sirf duaon he say sub kuch hota to Allah Subhan Ta'la kabhi jahad ka hukam nah daitay. Aur Jihaad yah naheen hay kah golli utha kar maad do , jaibr hukmaran kay samnay Kala Haq buland karna bhi jahad hay. Aur inn Zalim insanoon ka aap kahti hain kah bura nah karo aur jo kartay hain kartay rahany do aur sirf aur sirf dua kartay raho.
Yahi to awareness laani hay Pakistan main yah hukmaran jinhain tum har dafa vote daitay tumharay maseeha naheen hain. aur aab baray maharbai aap yah mat kahna hay har insaan inn he jaisa hay to sirf inn key hidayat kay liye dua kartay rahain aur inn ko poora moqa dain kah Paksitan ko baich kar kha jain ...
Aey Tair-e-Lahooti, uss rizq say mout achi
Jis rizq say aati ho, parwaz main kotahi
*Aain-e-jawanmardi, haq goi-o-bay baaqi
Allah kay sheron ko, aati nahin rubaahi
*