Roti's

Re: Roti’s

**yep, its paraaThaa…i’ve seen both triangular as well as square ones. They are often layered anmd very crispy. asli ghee meN banaa huaa paraaThaa aur besan kaa sondhaa Halwa, aaloo kii khaT-miTThii sabzii aur uske saath malaaii…haaye, perfect naashta…haN, top it all off with India kii MaliHabadi dasehrii aam…laa-jawaab! :slight_smile: **