rota raha qatil tanha

sub kay honton pay tabassum thaa mairay qatal kay baad
jaanay kiss baaaat pay rota raha qatil tanha

Bechara

Wah

kya bemurawat loog hain sub jaman hain bismal kai pass
tanha maira qatil reha koi nahi qatil kai pass :(

nice work capricorn

Thanks :k:

Thank you Azad and Dilsay :k:

kisi nay humain thank you kaha hay .. aaj din konsay hay :confused:

:flower1:

bhai gamla bhi daytay jain …

nice one capri :flower1:

ek humari taraf se bhi :slight_smile:

qaatil ki is adaa pe bhi qurbaan jaaye
khud de ke zahar aankhon mein aassu bhi bhar liye*

:k: :frowning:

usy qatal kerny kay baad yaad aya ho ga kay us ka udhar rah gay hay jubhi roya..:D

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

bhai gamla bhi daytay jain ...
[/QUOTE]

aap kee jaan hamein azeez hai :)

Shaheedon mein naam likhaya, laakhon paye :flower1:

:k: :frowning:

:konfused:

:)

Wah lovely shair :k:

:flower1:

Waaah...