RoshanioN kay shehar maiN rehtaiN haiN
DilooN maiN janay itnay andhairay kioN haiN
Ya shehar haar dhum jagata hay magar
QismataiN yahaN bhi janay soti kioN haiN
By Subha.
RoshanioN kay shehar maiN rehtaiN haiN
DilooN maiN janay itnay andhairay kioN haiN
Ya shehar haar dhum jagata hay magar
QismataiN yahaN bhi janay soti kioN haiN
By Subha.
nice :k:
Thanks..
Re: RoshanioN ka shehar....
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
RoshanioN kay shehar maiN rehtaiN haiN
DilooN maiN janay itnay andhairay kioN haiN
Ya shehar haar dhum jagata hay magar
QismataiN yahaN bhi janay soti kioN haiN
By Subha.
[/QUOTE]
hmm waqaee .......................!!!!!!
wah wah Swera jee nice one ![]()
![]()
nice
ameed hai mujhe ke ab ye nizam badal jaye ga
kuch aur thokarain kha ke mizaj-e-awam badal jaye ga
Re: Re: RoshanioN ka shehar....
[QUOTE]
*Originally posted by Adeel786: *
hmm waqaee .......................!!!!!!
[/QUOTE]
:( Maloom nahiN :(
Re: RoshanioN ka shehar....
good one.
but yeh dil k million pieces kioun ho gay hain?
chaa gaye ho paalwaan ji ;)
Re: RoshanioN ka shehar…
:k:
Nice…
Thank you very much…
[QUOTE]
*Originally posted by heart to let: *
nice
ameed hai mujhe ke ab ye nizam badal jaye ga
kuch aur thokarain kha ke mizaj-e-awam badal jaye ga
[/QUOTE]
Thanks....
nice shair,too..
Re: Re: RoshanioN ka shehar....
[QUOTE]
*Originally posted by cuteAmir: *
good one.
but yeh dil k million pieces kioun ho gay hain?
[/QUOTE]
Thank you.........
Maloom nahiN kioN tootay jataiN haiN.................
Baas lumha ba lumha mout say qareeb huway jataiN haiN
ya kesa mazaq hay?
Re: Re: RoshanioN ka shehar…
Thank you…![]()