Aabi
1
roothay thay hum to manaana kaam tha unka
naama na tha wo chahat bhara payam tha unka
tukhm-e-khalwat dil mein jo boya tha hum ne
kaata unho ne wo shajar ke naam tha unka
hum se huyi thi bhool jo samjhay ghubar-e-dil
kiya khabar thi hum ko ye tor-e-kalaam tha unka
waday qamein,ehd-o-pemaan,sab zubaan ki baatein hein
humko ko aziz faqàt ik dil-e-belagaam tha unka
ye to shiddat chahat thi warna
kehte hein dillagi mein bara naam tha unka
°°°°°°°(My own)°°°°°°°°
AQ
2
tukhm-e-khalwat dil mein jo boya tha hum ne
kaata unho ne wo shajar ke naam tha unka
hum se huyi thi bhool jo samjhay ghubar-e-dil
kiya khabar thi hum ko ye tor-e-kalaam tha unka
^^
very deep .. very deep :)... keep sharing brother:)
Swera
5
*ye to shiddat chahat thi warna
kehte hein dillagi mein bara naam tha unka *
wah!
&
Welcome 2 GS:)
DiYa
6
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
tukhm-e-khalwat dil mein jo boya tha hum ne
kaata unho ne wo shajar ke naam tha unka
hum se huyi thi bhool jo samjhay ghubar-e-dil
kiya khabar thi hum ko ye tor-e-kalaam tha unka
^^
very deep .. very deep :)... keep sharing brother:)
[/QUOTE]
:) deeeeepppppppp inded