Rootha hai agar woh to mana kyoon nahi letay

**
Mausam ko isharoon se bula kyun nahi letay
rootha hai agar woh to mana kyoon nahi letay

deewana tumhara hai koi ghair nahi hai
machla hai to seeney sey laga kyun nahi letay

tum jaag rahe ho mujhe acha nahi lagta
chupke se meri neend chura kyun nahi letay

khat likh key kabhie aur kabhie khat ko jala kar
tanhai ko rangeen bana kyun nahi letay…

**

hummm
to parrosan ka naam Mausam hay.

zabar10 lamhay baji…:k:

:)

Bohat aala..

Re: Rootha hai agar woh to mana kyoon nahi letay

[QUOTE]
Originally posted by Lamhay: *
*

Mausam ko isharoon se bula kyun nahi letay
rootha hai agar woh to mana kyoon nahi letay

deewana tumhara hai koi ghair nahi hai
machla hai to seeney sey laga kyun nahi letay

tum jaag rahe ho mujhe acha nahi lagta
chupke se meri neend chura kyun nahi letay

khat likh key kabhie aur kabhie khat ko jala kar
tanhai ko rangeen bana kyun nahi letay......

**
[/QUOTE]

aaj subah hi was listening to 'Sajda' and just before leaving home, yahi ghazal chal rahi thi :D

very nice mashaAllah

like this shair a lot

tum jaag rahe ho mujhe acha nahi lagta
chupke se meri neend chura kyun nahi letay

:k: