Roota hoon tu ahbab bura mantay hain
Hansta hoon tu mujarum mujahay gra dantay hain
Har hall main itaraz karnay walay
Nadan mary halat kahan jantay hain
bhai aaj to jumeraat hay ![]()
bohut khoob :k:… woh bekhabar hi sahi itnay bekhabar bhi nahi
bas yaar duniya hee aisee hai, kia kar sakte hain!
Jee sach kaha kisi nay Insaan kisi haal main khush nahee…
waisay its very nice :k:
:k:
wah, bohot khoob dilsay :k: very nice
:k:…