Rooh lene kabhi farishte na aate

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

to kia Punjab Police kaa mutawwa aataa? :cb:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

:hinna:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

:emmy: Police wale kabhi moqa e wardaat pe pohuche hain

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

Aisa ka???

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

yeh baat bhii bar-Haq hai magar latest sunii aapne? kal Khairpur District, Sindh meN police ne ek mard aur ek aurat ko brahnaa saRkoN par ghumaayaa…yeh sazaa thii us jurm kii jis ke ai’nii shaahid [jo police report meN darj huye] Khud vo police waale the jo giraftaar karne aaye the … unko ittil’a bhii KHud kisii police waale ne dii thii k falaaN jagah jinsii kaarobaar chal rahaa hai! lol

to, kahne kaa mqsad yeh k police jab chaahtii hai to Khud-saaKhta waaq’ia bhii Khud hii roonuma kar dete haiN! :cb:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

itne khof naak shair na post kare :bummer:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

Maut Barhaq hai

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

Wakaye He

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

mout se pehly to na maaren
ramdan mi vese bhi khof-e khuda zada hua hota hy:hoonh:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

Momin ko hamesha maut yaad rakhni chahiye

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate


yesssssssssssss!!!!!!!

Hubb-ud-dunyaa wa karaahiyat-ul-maut ke bar_'aks Hubb-ul-maut wa karaahiyat-ud-dunyaa momin kii shaan hai! :)

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

:hayaa: Ye Kashafal Mehjoob wali urdu

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

lol :smiley:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

:clap:

Wah Chacha

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

chacha ka chamcha kaisa hai? :faizy:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

Hum theek hain Thakur

Aap sunao???

Tum ko smajh mein na aaye to

Main kiya karon:smokin:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

hum theek hain.. aap ko aajkal baRi samajh aati hai jinnati zaban

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

Ji

kabhi kabhi jab kisi baat ko smajhne chahon

woh smajha aa hi jaati hai:smokin:

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

:salute: GS baby

Re: Rooh lene kabhi farishte na aate

Thakur:cb: