~Rona bi ZaruuRii hay~

[thumb=A]Sad.JPG[/thumb]

~Rona bi ZaruuRii hay~

Tujhay yeh kaun kehtaa hay?
jo DiL maiN beQararii ho
FaQat
Lafzo’N say
Bato’N say
Behalti hay
Samabhalti hay
meiN kehta huuN
koii bhii Ghum
MehaZ Hansnay Hansaanay say
Tou Har-Giz kam nahiN hotaa
keh
jab tak diL ka daamaN
Aansuo’N say Numm nahiN hotaa

http://www.jordysworld.de/emoticons/trau03.gif

buhat khoob jeeee :k:

V nice thanks 4 sharin G-e-Tea....btw pic is nice too kis hia..:)

GuL-e- Tasbeeh

Jaan leykar meri dil jalaane ke baad
Woh khil kar hansay muskuraane ke baad

Meri jaan mein kis zubaan se kahoon
Mujhe hai sukoon tere jaane ke baad

Hawaa ka badan hai paseenay paseenay
Chiragoon ko mere bhujaane ke baad

Khushi ne kiya mere dil se gurez
"Marega tu" mujh ko sunaane ke baad

Unhein yaad aaya tu hoga zaroor
Mera khoon mehndi lagaane ke baad

Adaavat tu thee hi, muhabbat bhi thee
Rahe ghar mein ghar ko jalaane ke baad

Dawwa ki, duaa ki, na kya kya kiya
Yeh gham na gaye dil mein aane ke baad

Khafa na ho mujh se chala jaonga
Tere naqsh-e-paa ko uthaane ke baad

Yeh bhi acha huwa tum juda ho gaye
Mar hi jaatay sanam tum ko paane ke baad

Ley chalo meri maeyyat ko un ki gali
Dafna dena unko dikhaane ke baad

"Saahil" ko adaab-e-sukhan aa gaya
Zindagi bhar buttton se nibhaane ke baad

Oooppsss... !

Sorry I forgot to thank you for sharing ! Its wonderful !!!
Keep it up :)

very nice :k:

nice:k:

its nice..:k:

very nice :k:

Re: ~Rona bi ZaruuRii hay~

sis… what happened yaar? itni udaas kyooon ho??? :frowning:

nice poem :k:

:crying: :crying: :crying: :crying:

kia baat hai bahut khoob thanks 4 sharing !

husena bhe zerure hei :hehe:

It's truly beautiful....(safe in my diary now :) )

MehaZ Hansnay Hansaanay say
Tou Har-Giz kam nahiN hotaa
keh
jab tak diL ka daamaN
Aansuo’N say Numm nahiN hotaa

Bikkul sahee kaha hai shair ne :k:

nice… :k:

Ghar ke tameer chahay jasi behi hoo
Us main roonay ke ak jagaha rakhna

Re: ~Rona bi ZaruuRii hay~

bhut khoob gul
thxs 4 sharing :slight_smile:

Re: ~Rona bi ZaruuRii hay~

good effort…

nice thoughts!!!