*~ RoMa ~*

say takra kar mujhay barri sharmndagi hovee.. Pahlay mainay apnay baal drust

kiay aur phir aankhain chaar hoveen lakin Beech main barray miyaan aay aur

kahnay lagay abay khan saab tum nay tou mairi roma ko kaheen ka naheen

chorra … ab tou yeh aik paisay ki naheen raheeee :frowning:

wait wait …

Let me tell u one theing i am talking abt** Roma** van

Shoma e qismat kah ab ki baar kutta naheen roma van mairay saamnay aa gaee :bummer:

Re: ~ RoMa ~

^^ wo kiya hay???

hum to koi aur hi Roma samjhay thay...

Re: ~ RoMa ~

Ab ye roma kia hain mama

Re: ~ RoMa ~

PK Bhai, jub aap kay saamnay kuttaa aaya tha us waqt aapki kiya haalat thi woh bhi yahan bata dain na… ahm ahm…

:waves:

Re: ~ RoMa ~

Nakhan … konsi Roma samjhay thay humain bhi tou batao :wink:

Baaltiiii…Read the thread with ur Mottay Mottay Chashmaas :smooth:

**
LongR**…Mat poocho bhai aik kutta 22.000 pak Rs ka parr gaya tha … us ki misaal kuch is tarah say hay baqaul a sha’ir * Hum tou doobaingay sanam tujh ko bhi lay doobaingay* :bummer:

Re: ~ RoMa ~

^^ isi liya baray-buzurg mana kartay hain akaily samandar par jaanay kay liya… woh tou shukar karo sirf kutta tha jo aap ko lay doobnay ki koshish kar raha tha… agar uss kuttatay ki jaga koi aur hota tou… :wink:

:waves:

Re: ~ RoMa ~

Samandar par naheen High way par kutta mara tha mairi car kay neechay aa kar :smack:

Re: ~ RoMa ~

:cb: Piyaray Khan bhai… I was just kidding naa,

Re: ~ RoMa ~

^:hmmm:

Re: ~ RoMa ~

O’ meray bhai, ^^ aisay kiyun daarhi khuja rahay ho :confused:

:waves:

Re: ~ RoMa ~

^ yar uss ko khujli ho rahi hay :smiley:
Aap ko kya paraishani hay :rotfl:

:chai:

Re: ~ RoMa ~

ab main larkiyun ki tarah sar tou khujanay say raha >—>:konfused:

Is lkiay daarrhi kuja raha hoon :hmmm:

Re: ~ RoMa ~

PK aap theek to hain
or whats roma van?

Re: ~ RoMa ~


Ji Main bilkul theek hoon ALLAH Pak Kay karam say :)...

suzuki bolan van tou daikhi hogee aap nay ussi ki tarah china waloon nau aik van banai hay jis ka naam** ROMA** hay :D