may aj hosptle gay mery hath mey derd hey na doc nay ghalat injection laga diya tha:smack: may treatment kay liya gay the but asy he aa gay:bummer: es liya hosptle may sab both he afsorda they may b both dukhi hoi or treatment nahe kerwai
ake etna cute say bachey ki dath hogay the he wwas just 6 years old both peyara sa bacha tha docs key pass jab lay tu tab he us ki death hogay the:teary2:
woh dosay bachon key sath pani key tank key pas kheyl raha tha flats ban rahey heen wahan un logon nay tanks ko band kernay key bajay esay he open he shor diya or chaly gay woh bacha tank may ger gaya jab faimly ko malom howa tu bachay ki deadbody pani may oper achuki the
doc said ya unlogon ki mistake hey jo wahan kam kerahey they unko tank cover kerkay jana cchaeya tha:naraz: every one crying there poor faimly the
ager tank cover hota tu tu shayed ya nahe hota or abe bhe sis and bro kay sath kheyle raha hota i really hurt to saw all these and his father eyes when he took him in his hands…
"whan un logon nay tanks ko band kernay key bajay esay he open he shor diya or chaly gay woh bacha tank may ger gaya"
well c hum log kisi baat ka otice letey he nhee hein
uger yeh bat soch letey k it could be dangerous k is terah tank open pera hua hey to aj itni precious life lose na kertey
so waha k rehney walo ko bhi chaiye tha and workers ko bhi
ya ur right but en logon ko jo kam kertay heen sekhaya nahe jata ya kahien b koi b esa kam jis say life end honay kay khatary hoon yahan khi may tu her gaja yahe hey i wonder esa kun hey
yar bus awyey ka awa he bigra hua hey
hum log bus ignorance is bliss per he chul rhey hein
koi baat hoti hey forun govt per kassooor dal do
as a person koi responsibilities ati hein yeh kisi ko concern nhe hey
and trust me ub hum log wards mein jatey hein to ufffff halut dekhni wali hoti hey patients ki:bummer:
Thank you for sharing this story Ghazel ji. Allah us buchchay ki family ko sabr e jameel ata farmaay Ameen.
Baat to waqai bohat afsos ki hai kay itna masoom bachcha laparwahi ka shikaar ho gia.
Laikin aap nain jo likha hai jissay main nain color kar dia hai. Yay aap nain intehai kufria baat likhi hai. Aap forun Allah tala say maafi mangay aur astaghfaar parhain aur kalima bhi parhain. Is tarha kahna shirk hain. Hum log janay anjaanay main kufria batain kah daytay hain aur notice bhi naheen laytay.
Laparwahi karnay walon nain to kari hai jo bilkul ghalat hai. La parwahi kisi kaam main hargiz naheen baratni chahyay.
Laikin yay bhi to sochain workers nain to khula chor’ dia tha tank. Bohat say buchchay wahan khail rahay hongay akhir sub kioon naheen giray??? Is liaay kay sub ki moat naheen likhi thi. Us buchchay ki likhi thi is liay wo udhar gia hoga aur us main jhanka ya janay ki koshish kia hoga.
Quran main hai jis ki moat jahan likhi hoti hai wo khud wahan chal kar jata hai.
Jis ki moat jis tarha aur jub likhi hai ussi tarha hoti hai chahay ussay kisi ki bhi laparwahi kahi jaay moaat beharhal barhaq hay aur aa kar hi rehti hai. Us buchchay ki umr jitni likhi jaa chuki thi uski paidaish say pehlay utni us nain paa li.
Is tarha kabhi naheen kahna chahyay tha kay is tarha na kia hota to aisa na hota ya na marta yay kufria baat hai. Yani is tarha aap kisi amal ko samajhtain hain kay kisi ko takleef ya moat say bacha saktain hain. Yani aap ka imaan us amal pay hota hai takleef ya moat say bachanay kay liaay. Jubkay imaan to sirf Allah pay hona chahyay.
Hamaray aik jaannay wali roz job pay jaten theen unka chotta buchcha unki sub say bar’i beti samabhalti thi jo us waqt 12 ya 13 saal ki hogi roz samabhlti thi aik din wo chota buchccha tank main doob kar mar gia logon nain kaha maan yoon chor kay buchchay ko chali jati thi is liay buchchi ki samalthi wo kuaain main gir kay mar gia. Jubkay wo to arsay say job pay jati theen aik din jub uski mot likhi thi to wo tank main gir gia. Us main na us larki ka qasoor hai na maan ka. Uski to moat hi likhi thi us waqt.
Plz aap sub say iltimatas hai is tarha kufria batain na kaha karain. Yaqeen na aay to quran main par’h lain aap ko zaroor mil jaay ga. Insha Allah.