Jo Poochta Hai Koi, Surkh KyoN HaiN aaj aankhaiN
To Aankh Mal Ke MaiN kehta HooN raat so na saka
Hazar ChahooN Magar ye na keh sakooN ga Kabhi
Ke Raat Ronay Ki, Khwahish thee, Magar Ro na saka
![]()
Jo Poochta Hai Koi, Surkh KyoN HaiN aaj aankhaiN
To Aankh Mal Ke MaiN kehta HooN raat so na saka
Hazar ChahooN Magar ye na keh sakooN ga Kabhi
Ke Raat Ronay Ki, Khwahish thee, Magar Ro na saka
![]()
Khair to hai janaab... ???
waisy aap k ley to khabe khabe roona acha hai....
** Har waqt ka hansna tujhay barbaad na kar day
tanhaii k lamhooN maiN rooya bhe lia kar
**
Yahi to, ronay ki khwahish to buhat hai, par “Ro Na Saka”
waisay, aap meri hansee se kyoN Jal rahai haiN. ![]()
kyun nahin ro saka?????
samajh nahin aaee...plz explain.....
kaloo,tht was soo sweet.
good one… :k:
** kal:hehe:
**
Re: Ro Na Saka
[QUOTE]
*Originally posted by Black Mamba: *
Jo Poochta Hai Koi, Surkh KyoN HaiN aaj aankhaiN
To Aankh Mal Ke MaiN kehta HooN raat so na saka
Hazar ChahooN Magar ye na keh sakooN ga Kabhi
Ke Raat Ronay Ki, Khwahish thee, Magar Ro na saka
:(
[/QUOTE]
I know Y... :)
Hum jaisay tanha LoogooN ka... Ab Rona kia Muskana kia
Jab chaahnay waala koi naheeeN Phir...Jeena kia mar jaana kia
Hai na... Mambay... :)
Kalay Mamay U should consult a doctor.
This is a very serious Problem.
Wasay Is Umer May Is Tarha to hota hay :(
Kuri
now this is not fair.
Ab kam se kam forum maiN to Kaloo na pukaro na ![]()
and thanks for just calling me Kaloo, and the Kaloo …!
Ye bhi BaRi nawazish ki aap ne.
Re: Re: Ro Na Saka
[QUOTE]
*Originally posted by Golden_Scorpion: *
I know Y... :)
Hum jaisay tanha LoogooN ka... Ab Rona kia Muskana kia
Jab chaahnay waala koi naheeeN Phir...Jeena kia mar jaana kia
Hai na... Mambay... :)
[/QUOTE]
yep yep, you know.
Very nice
wahh bohtt khobsorat shier hay:k:
i read this shair a longggggggggggggggg time ago in khwateen digest. Its a real nice one.. :k:
niceee:k:
Wah yaar bardi khoobsurti sai BATADIA kai AAP RAAT KO RO NA SAKAY...
koi baaat nahi Khwahish ko ZINDA rakhiye,, InshAllah Kabhi na kabhi chance to milay ga.....;)