Rishtoon ki dhoop chaaooN say azaad ho gaye !

Re: Rishtoon ki dhoop chaaooN say azaad ho gaye !

Jahil hamre shehr main ustad ho gae :k:

Re: Rishtoon ki dhoop chaaooN say azaad ho gaye !

fil badeeh she'r miraa 'arz hai:**

"Raahat" ne Indore shahr se jo Ghazal kahii
paRh kar kalaam unkaa, ham shaad ho gaye**

Re: Rishtoon ki dhoop chaaooN say azaad ho gaye !

my all time fav

MaiN parbatooN say larta raha aur chand loog
geeli zameen khoud kar farhad ban gaiay