![]()
kya aisa huta hai jab ussey kaheen jana nahi huta tu
wo mana ker deyta hai ??
Restored attachments:
Re: Rikhshaw waley ka logic
yes hoota hai bilkul hoota hai...once i even said to the driver.... "wah ustaad mainu v aisa koi kaam laab dai"
Re: Rikhshaw waley ka logic
kis baat per kaha tha ![]()
or ye likha kya hai mujhe samjhe nahi aya ![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
Janab rikshaw driver saab kahtay thai "nahen jana koi aur riksha dhoond loo"
main nay un saay kaha" ustaad mujhay bhee koi aisa kaam dhund doo"
Re: Rikhshaw waley ka logic
Ohhh Acha I don’t know punjabi
thank you ![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
I was gonna ask the same thing.
Re: Rikhshaw waley ka logic
Janab rikshaw driver saab kahtay thai "nahen jana koi aur riksha dhoond loo" main nay un saay kaha" ustaad mujhay bhee koi aisa kaam dhund doo"
Phir uss ne kia kaha?
Re: Rikhshaw waley ka logic
^^"bao je majak na karoo greeb naal"
Re: Rikhshaw waley ka logic
^^"bao je majak na karoo greeb naal"
awww poor guy.
Re: Rikhshaw waley ka logic
^^acha je.... poor guy kay nakhray meera saay bhee zyadad
Re: Rikhshaw waley ka logic
^lagta hai iss situation main aap dono equally mazloom thay.
Re: Rikhshaw waley ka logic
Yeh tabhi kehtain hain jab ‘sawari’ paise km lene ko kehta hy ![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
yeh rickshewaale ek hii samt [direction] meN jaate haiN...jidhar unkaa muNh hotaa hai! :D
Re: Rikhshaw waley ka logic
Jahan road hota hy :D
Re: Rikhshaw waley ka logic
oh GOD…what a reply
![]()
Yaarrrrr!!! 10 buxx for you LKK Bhaiya ![]()
hahahahahahahahhaaha ![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
buxx? ![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
Salaam…
aray Bhaiya ji I mean bucks
yani ke dollars ![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
![]()
Sukriyah pr mujeh nahi zaroorat ![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
lol ![]()
aray Bhaiya ye to inam hai achi shot lagane ka ![]()
![]()
Re: Rikhshaw waley ka logic
When I’ll come in Pak, u’ll gonna pay to rikshaw wala ![]()