**
Rait par likh ke mera naam miTaaya na karo
AankhaiN sach bolati haiN pyaar chupaya na karo
Log har baat kaa afsaana bana lete haiN
Sub ko haalaat kee rudaad sunaya na karo
Yeh zaroori naheeN har shaKhs maseeha hee ho
Pyaar ke zaKhm amaanat haiN dikhaya na karo
Shahar-e-ehasas maiN pattharao bahut haiN ‘Mohsin’
Dil ko sheeshe ke jharonkhoN maiN sajaya na karo
**
kia kehnay..bohat khoob :k:
Dilsay
4
Re: Ret par likh ke mera naam miTaaya na karo
[QUOTE]
Originally posted by WiseGuy: *
*
Rait par likh ke mera naam miTaaya na karo
AankhaiN sach bolati haiN pyaar chupaya na karo
Log har baat kaa afsaana bana lete haiN
Sub ko haalaat kee rudaad sunaya na karo
Yeh zaroori naheeN har shaKhs maseeha hee ho
Pyaar ke zaKhm amaanat haiN dikhaya na karo
Shahar-e-ehasas maiN pattharao bahut haiN 'Mohsin'
Dil ko sheeshe ke jharonkhoN maiN sajaya na karo
**
[/QUOTE]
Each and every word is beautiful........
Paglee
5
Re: Ret par likh ke mera naam miTaaya na karo
bohat khoob WG thanks 4 sharin
AankhaiN sach bolati haiN pyaar chupaya na karo
hamari ankhin
suchi se bol tu nahi rehi..