Yah mairay liye bara mushkil marhala tha kah ittni achi achi poetry say kissi aik ko select karna leekan Uncle Ehsan ka humak ser aankhoon par ( kuch ziyada to tameez daar naheen lag raha hoon main :blush :
Phir main nay socha muqawwee123 apna dost hay iss ko select kar lain aap aisa mat sochana
Darasl Picture aur uss par di gai tahreer key ho baho baho Akasi kartay hoye Ashaar Mujhay Quawwee kay he lagay
jinn main shikwa, ghum, tanhai aur yaad sub kuch aa jatay hain :cobra:
Mujhay umeed hay kah aap loog mujh say ittefaq karain gaiay leekan agar nah karain to bhi kuch naheen honay walla Oooooh sorry being a judge I must be serious
Khiar Mubarak IS Bhai. abhi to hum tifl e maktab main hain.
dont worry start main bas time lagta hay baad mai kaya howa, kb howa kuch pata nai chalta
pata us waqt chalta hay jb new congratulation thread open hota hay :@: