Re: Reshma Jawan Ho gai
^waah waah…lutf aa gayaa…**
vo baRii Bibi kaa koThe pe aanaa Khoob thaa
vo unka chhup chhupaa ke biRii peenaa Khoob thaa! **![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
^waah waah…lutf aa gayaa…**
vo baRii Bibi kaa koThe pe aanaa Khoob thaa
vo unka chhup chhupaa ke biRii peenaa Khoob thaa! **![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
aur unki jalali amma ka sil batta leke unke aashiq ke peeche bhagna khoob tha
magar uss amrohe wale bewafa ka dobara dilli na aana khoob na tha ![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
lekin aap us waqt bhi hamare buzurg hi the ![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
YUP…ise kahte ahiN khuli aanKhoN kaa Khaab!
![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
what can I say? you are more experienced, chacha jaan ![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
what can I say? you are more experienced, chacha jaan :D
kam umrii meN hii yeh tajraba ho gayaa! :D
Re: Reshma Jawan Ho gai
Reshma ![]()
Reshma Jawan Ho gai
Ek had tk mjse apke posts prhe gae(1/2page) KKF age prhne ki himat nahi:p so difficult to read your posts hehe
Re: Reshma Jawan Ho gai
fone number de deN maiN paRh ke sunaa duuNgaa…qasam se is post ke ilaava kuchh baat nahiiN karuuNgaa
![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
Razia ki cousin to nahi ?
Re: Reshma Jawan Ho gai
Razia ki beti… badnami nasal dar nasal
Re: Reshma Jawan Ho gai
Ye shikaayat mohtaram KKF se aksar logon ko hai, maaloom nahi keh in ko andaaza hai ya nahi. ![]()
Vaisay Sahr, aap ki Roman Urdu bhi bari mushkil se parhi hai, mein nai. ![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
Aap ne Razia ko ghundon se bachaaya keh nahi ?
Re: Reshma Jawan Ho gai
Razia ki cousin hon ya Friend per Meri to ![]()
Re: Reshma Jawan Ho gai
Aap ne Razia ko ghundon se bachaaya keh nahi ?
Agar Razia gundon se bach gai hoti to uski beti Reshama kiyun badnaam hoti?
Re: Reshma Jawan Ho gai
Meri to? Meri to kia? Khul kar bolo?
BTW Waleed can you share your feelings with elders openly or GhaRe main namak daalna paRta hai?
Re: Reshma Jawan Ho gai
Agar Razia gundon se bach gai hoti to uski beti Reshama kiyun badnaam hoti?
Par Reshma badnaam kahan hui, vo to abhi sirf jawaan hui hai.
Badnaam to Munni hui thi.
Pleeze apnay facts zara durust kar lain.
Re: Reshma Jawan Ho gai
Why do Razia, and Resham are so banaam while they didn't do anything wrong. Muhawar suppose to be Veena jawan hogaye ya Veena badnam hogaye. :)
Re: Reshma Jawan Ho gai
Par Reshma badnaam kahan hui, vo to abhi sirf jawaan hui hai.
Badnaam to Munni hui thi.
Pleeze apnay facts zara durust kar lain.
Ok guru.. I'm impressed with your historical information about badnam khwateen :D
Re: Reshma Jawan Ho gai
Veena aik bilkul alag category mein hai. Jiss ka naam lena, lahaul parhay baghair jaaez nahi. :nono: