Reshma Jawan Ho gai

Re: Reshma Jawan Ho gai

are yaaraa, bahooot baarii dekhaa aur sunaa hai aise…maiN to kahtaa huN k peechhe se chupke se jo ‘haaN/hooN’ kahtii hai use bhii Doli meN biThaa denaa chaahiye! :cb: ek na shud, do shud! :cb: sunaa hai…troubles come in doules!!! :slight_smile: ek teer se do nishaana! :slight_smile: