Kuch dino se mujdhe Nazia Hassan ko bahut yaad aata hai…pooncho mat, jaanta bhi nahin yeh kaisa huwa ![]()
NaziaJi ko kabhi dekha nahin, lekin uski awaas. Kya batawu yaar?
…anyway mera Nazia Hassan mp3-collection mein yeh gaana abhi tak nahin hai, aur kahin bhi nahi mil sakka.
Koi mujdhe please maddat karo…thank you verry verry much in advance! ![]()
KumarJi