Reply with a sher game

Re: Reply with a sher game

Ab Kahan Dost Milein Sath Nibhaney waley
Sab Nay Seekhay Hain Ab Adaab Zamaney Waley

Waqt Badla Tou Uthaatey Hain Abb Ungli Mujh Par
Kal Talak Haq Mein Merey Haath Utthaaney Waley :aj: