Reply In Song

Re: Reply In Song

Tujh ko dekhaa tau yeh khiyaal aayaa
Cafe` Ik Zoo, aur nayaa bander aayaa …

Re: Reply In Song

mein khayal hoon kisi aur ka
mujhe sochta koi aur hai
hai bander koi aur is mehfil mein
kehlata koi aur hai
:D

Re: Reply In Song

Tu lehaaf hai kissi aur kaa
TujhaY oRhtaa koi aur hai
Tu shikaar hai kissi aur kaa
TujhaY maartaa koi aur hai
Ajab nizaam hai merY bhai yeh
chal rahaa hai iss Cafe` maiN
YahaaN BhoNktaa kou aur hai
YahaaN kaaT-taa koi aur hai
:naraz:

Re: Reply In Song

mein geet hoon kisi aur ka
mujhe gata koi aur hai

mein thread hoon kisi aur ka
mujh par posT-taa koi aur hai

mana k kabhi bhonk leta hoon
magar kaaT-taa koi aur hai qasam se

Re: Reply In Song

:omg: u guys are sooo funny…

Re: Reply In Song

Yehhhhh kiya hua?
Kaise Hua?
Kyon hua?

Re: Reply In Song

aj kal tere mere pyar ke charchay har zubn per sab ko malom hai aur sab ko kabar ho gayee

pher kiya ham dono ki pitaai ho gaye:)

Re: Reply In Song

Aaj kal teray meraY naap kaY “kachhaY” haiN har dukaan par
Sub ko maaloom hai aur sub ko khabar ho gaYee :halo:

Re: Reply In Song

...baat jisame, pyaar to hai, zahar bhi hai.

Re: Reply In Song

Aaj kal usskai aur tumharai naap kay Jootai hai her larki kai hath Mai
Sub ko maaloom hoga aur sub ko khabar hogi jab perhai gai ser per
:smiley:

Re: Reply In Song

http://download.npr.org/anon.npr-mp3/atc/atc_teenbuzz.mp3
do it on low volume

Re: Reply In Song

:omg:

Re: Reply In Song

Ziadah hanso naheeN :hoonh:

uss sher kee naa radeef baraabar thee, naa qafiyaa mil rahaa thaa, naa Behr hee mel khaa rahi thee :grumpy:

Aur tau aur tukk bandi bhee nihaayat bhoNdi thee :barbie:

Bay hooda sher :naraz:

Re: Reply In Song

^^

:omg:

Re: Reply In Song

Yahan kiya ho raha hay :rotato:

Re: Reply In Song

gaana gaaya jaa raha hai sheen appa ki khushi mai :barbie:

Re: Reply In Song

^Sheen aapa ki kushi main ..kiya matlab :hmmm:

Re: Reply In Song

Salamona, Gulapa

Re: Reply In Song


Gulapa na ..Gulabaa :D

sanga ay zargiya...khair day charta wrak ay ??

Re: Reply In Song

walaikum asalaam