Reply In Song

ok here it goes i guess this should be intersting. I will type a song and next person is gonna reply in a song. if cant find a song just make one up so it goes on to the following person.. lemme start it off

Haal kaisa hey jinaab ka
Kia khiyal hey aap ka :smiley:

Re: Reply In Song

Jaan-e-tamanna khat hai tumhaaraa:blush:
piyaar bharaa afsaanaa :blush:
dil lay lo
yeh nazraanaa :blush:

Re: Reply In Song

here is my reply :halo:

Re: Reply In Song

Baharo Dandai barsaao, mera Dushman aaya hai .. ;)

Re: Reply In Song

Hum challaY choR kar teri mehfil sanam :teary1:
Hum ko koi naa koi tau mil jaaYe gaa:(
jub meraY dil maiN hai
piyaar kee aarzu:snooty:
mujh ko koi naa koi tau apnaaYe gaa:naraz:

Re: Reply In Song

:D

Re: Reply In Song

AawaZ Dou Humko Ham Kho Gaye .. Kab Neend Say Jaagey Kab Sou Gaye..Mar jayein gay gar Duur tumsay Ho gaye.

GS:kiss:

Re: Reply In Song

Kabhi Kabhi meraY dil maiN khiyaal aataa hai :blush:
kaY Kabhi Kabhi meraY dil maiN kiouN khiyaal aataa hai:hmmm: :konfused:

Re: Reply In Song

singing and replying in songs , between 2 members of the opposite gender, who are na-mehram , is haram :smilestar:

Re: Reply In Song

Aja Ajaaaa main houn pyaar teraaaa
ALLAH ALLAH Inkaar teraaaaaa
oo ooo aaja aaa aaa aajaa :bobo:

Re: Reply In Song

UUUFFF uncle JEE u r sooooo GUTTER MIND:barbie:

Duniya re duniya
very good very good
Duniya wale
very bad very bad:D

Re: Reply In Song

Bismillah paRh kar shuru kiyaa tha maiN naY :smilestar:

Re: Reply In Song

:omg: tobah tobah

Re: Reply In Song

ok back to topic… :blush:

JaanaY kahaaN gaYe woh din
KehtaY thaY teri raah maiN
palkoN ko hum bichaaYeN geY:teary2:
ChaahaY tum kaheeN raho
ChaahaiN geY tum ko Um’r bhar
Tum ko naa bhool paaYeN geY :teary1:

Re: Reply In Song

yeh larka haiii allah kaisa hai deewana
kitna mushkil hai dekho isko samjhana :smack:

Re: Reply In Song

Hye Hye re Hai yeh aunty
Hai Hai rey hai
karti naa daaniyaaN tau dekho tau hai
:layd:

Re: Reply In Song

Agar ammi ko pata chal gaya tu buhat pitai hogi :o

Re: Reply In Song

dekhtey hi dekhtey kuch hogaya
kuch hogaya tou pyar AAP ko hogaya
is pyar ko kia naam dein …

Re: Reply In Song

bahut dekhi haiN aisee piTaaiyaaN :hoonh:

In PiTaaiyoN saY darnaY waalaY:snooty:
Aye AasmaaN naheeN hum :jhanda:

Re: Reply In Song

GS coool cool cool

AQ foool foool fool :yahoo: