meray wajood meinn GuuNjTeee hain awaazian
khabii cheekhain tu khabii siskiyaaN ban kar
mein Ankh mond kay zaBaaaT ki’ay jaaTa hooN
k ab dard se ashNa’ee bi tu thayReee hai
kisi chirakay pee ab ronaa dhona kiaa
kisi chooAtt ka matam bi bahal kyun kar ho
k mere wajood mein rehtay hain yea mehmaan k tarah
or mehmaan tu Rehmaat-e-Yazdan howa kartay hain
meray wajood meinn GuuNjTeee hain awaazian
khabii cheekhain tu khabii siskiyaaN ban kar
mein Ankh mond kay zaBaaaT ki'ay jaaTa hooN
k ab dard se ashNa'ee bi tu thayReee hai