ice-cream khilanay ka promise karkay phir kahan gayab hogaye?
![]()
mujhay ice-cream khaani hai abhi ![]()
rabika meri sari ice cream and chocolates khaa gayee
ab tum mujhay new wali laa kar do na ![]()
Re: redidentity smilestar
^:eek: haww kub khaii mey ney???
jhoooti na ho touuuu:teary1: aween mey loag aajaatey hein ilzaam laganey me pe:hoonh:
Re: redidentity smilestar
@Dania
Woh to me urra kar lay aaya tha ![]()
Re: redidentity smilestar
see:hoonh: aween key ultey seedhey ilzaamaat na lagaya karo tum mujh masoom mey:snooty: yeh dehko mey to chai pe rahi hoon ![]()
tum nay kal khaa li thee ronay walay style main bolinng ![]()
tum raabika ko bachanay kay liyah kah rahay ho judge sahab ![]()
gandi bachi ![]()
Re: redidentity smilestar
^dehko hum dono mey jhagra kerwaaney ki saazish horee hey tum ko kisi ney ghalat ittalla de hey ![]()
Re: redidentity smilestar
apnay noodle wala avatar tou change karo pleej ![]()
u buhat chalaak ho … u ko kaisay pata challa ![]()
Re: redidentity smilestar
nai nai nai ![]()
koi faida naheen aab maira jhoot pakra ja chuka hay
maan lo kah u nay me ko 1/2 di thi ![]()
Re: redidentity smilestar
^dey hi na doon mey tum ko 1/2 bhi:halo:
chalaaki main tou tum nay PHD ki hoi hai..aur kahtay ho humain chalak..bass pata chal jata hai itna arsa jo hogaya hai ![]()
Woh mein pahlay he harap kar chuka hooN
u fikr not g ![]()
Yaani kah u Kharoos ho chuki ho ![]()
Re: redidentity smilestar
whateva ![]()