sokoon
1
Reazza reazza tout kay main na uss kou chaha tha
bikher gaey mein, phir bhi mei na waada nibhaya tha
khoud kou sameta, go kay reazzay dil kay bikhray tha
choup thi mein or woh tha hairan, kessay bohlaya tha
kaesay peyaray khowab saja kay uss kou pukara tha
gouhm kay karwat, aank khouly ju, khowab adhora tha
kash ka thoura or souty main, woh waqt bouhat sohana tha
lahzza lahzza, lagay tha bersoun woh pass jou meray tha
khowab main gar na houtea tu, na mumkin uss say rishta tha
main thi aala taleem fedai or woh, bus paissay walla tha
Aryaan
2
Re: reazza rezza tout kay main na uss kou chaha tha
**Raizaa raizaa toot ke main ney uss ko chaha tha
bikhar gayi main, phir bhi main ney waada nibhaya tha **
Wah.. bohat khoob Sokoon…:k:
Re: reazza rezza tout kay main na uss kou chaha tha
khowab main gar na houtea tu, na mumkin uss say rishta tha
main thi aala taleem fedai or woh, bus paissay walla tha
:k:
Lamhay
4
Re: reazza rezza tout kay main na uss kou chaha tha
nice one !
reet
5

good one...