Hamain wafa kee umeed hai magar har ak say nahi
Koyee milay magar us yar e bewafa ke taraha…
lol
lagta hay chorni nay dilsay ThoDa mara hay ....... :)
wah, bohot achay dilsay :k:
Azad miyan, kaho tou aap ko bhi dil-o-jaan se thuda maroon?
![]()
Chaloo kisi nay to sixe lee… thanks chorni
yeh sixe kya hota hai? ![]()
no problem btw ![]()
Wonderful :k:
very nice Dilsay:k:
hum bewafaa har gez na thae per hum wafaa kar na sakae;)
Kosa side? left or right?
te fiiiiiiiiiir kasoooooooooor kida ???
Re: Read this
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Hamain wafa kee umeed hai magar har ak say nahi
Koyee milay magar us yar e bewafa ke taraha...
[/QUOTE]
adhay teetar adhar baTair apnay kaam kay nahi rahay .... ab aap kia Umeed umeed ;) kar kay un kay kaan khay ja raho ho.
on a 2nd thought itna to koi ghar damaan bhi na karay jitna aap dilsay kar rahay hoooooo, dug dugi ko khabar karni parray gi
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
on a 2nd thought itna to koi ghar damaan bhi na karay jitna aap dilsay kar rahay hoooooo, dug dugi ko khabar karni parray gi
[/QUOTE]
Hamara dilay na tawan ko mahsoos hoo raha hai ka aab hamari bari aa gayee hai...... Hamaray liya ya he bahteer hoo ga ka hum kamoosh rahain......... Kyoon ka hamin pata hai koyee madad kay liya nahi aya ga.............
:k: