Razia Butt's "Saiqa"

asal main prob yeh hai k us ki voice us ka saath nahi de rahi…romantic scenes ki demand main voice ka bhi ahem role hota hai

juggan ki voice bold characters pe suit karti hai

hum lar nahi rahe… aur yar us ka dil, nazar, face, dimagh hi mil kar to ‘saiqa’ bana… ab saiqa main saiqa ko discuss nahi karen gen to kia 007 k parosiyon ko karen gen :hehe: