Razia Butt's "Saiqa"

hey Mr… zara soch samjh kar comment karen

1st of all yeh k mahnoor is very lucky k woh smart hai.. yeh GOD gifted cheez hai .. jo us k pass hai…

aur jahan tak maintain rakhne ki baat hai .. to kuch log paidayishi aise hote hain.. jo kuch bhi kha pee len un ki figure per koi farq nahi parta .. mahnoor bhi unhi logon main ati hai…aur us k ielawa… vini, tooba, omaima…

sunita ne after marriage thora weight gain kiya hai… amnah haq bhi moti hai… cuz woh apne aap ko maintain rakhne ki koshish karti hain .. per nahi ho pata..cuz woh jo khate hain unhe foran lag jata hai

hiba ali bhi maintain karne ki koshish karti hai but… usey bhi jo khaya lag jata hai