Razi Ho'ay Bullha

Can anyone explain?


Restored attachments:

Re: Razi Ho’ay Bullha

ehsan uncle ko bulaen :barbie:

Re: Razi Ho’ay Bullha

Its quite simple.. mujhe sirf shroo ki aadhi line samajh nahin aa aa rahi :snooty:

Re: Razi Ho'ay Bullha

konsi

Re: Razi Ho'ay Bullha

mujy DUKKAR ka nahi pata baki to samaj aati

Re: Razi Ho'ay Bullha

I think DukkaR is Ghanti...

Re: Razi Ho’ay Bullha

:bummer: No Punjabi?

Re: Razi Ho'ay Bullha

no...

Re: Razi Ho'ay Bullha

Ye langar bantne wala sher lag raha hai

Re: Razi Ho'ay Bullha

hmm 2nd line to yehi bata rahi hy.....

Re: Razi Ho'ay Bullha

Ab sirf 'Att' aur 'DukkaR' samjah nahin aa rahe. Chulla to Choolha hai

Re: Razi Ho'ay Bullha

ett /brick/eent

Re: Razi Ho'ay Bullha

Ab mujhe pura samajh main aa gaya hai :)

Re: Razi Ho’ay Bullha

mujy DUKKAR ka abhi bhi nahi pata shayad BITE?
roti k tukre ko kehte hein nonono …vo to TUKKAR hota hi shayad:bummer:

Re: Razi Ho'ay Bullha

Dukkar wajje... bajne wali cheez hai... yani jab langar ka time hota hai to jaise school main bail bajti hai issi tarah se dukkar bajta hai. waise maine Abida Parveen ke ek Sindhi gane main ye Dukkar suna hua hai

Re: Razi Ho'ay Bullha

sure?

Re: Razi Ho'ay Bullha

99.99% sure.

Re: Razi Ho'ay Bullha

gaoun me eenton ko jor k jo chulha banaya jata hi vo unke jurne ki awaz ko dukker keh rahi hein

Re: Razi Ho'ay Bullha

Wo itt kharke main pura ho jata hai.. Dukkar wajje ya to bail ke bajne ko keh rahe hain , ya jo badi si daig main kafgeer chalane se awaz aati hai usse keh rahe hain

Re: Razi Ho’ay Bullha

hhhhhhh:hmmm: kuch hota hi jo langar k time bajta hi SANKH:confused: