Razai, Kambal, Lihaaf

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

pics of lihaaf, razai and kambal please

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

lihaf wali baat par maxeed wazahat ki talab hai...

aur muhwary "larki kambal hogay....." ? kiya matbal hai...

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

ye kaisa muhawra hai?

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

larki kambal hoye nahi suna......?

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

Nahin suna. but it seems vulgar version of aage bichh jana

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

Hukm kii ta’meel bajaa laataa huN: :slight_smile:

liHaaf** [shab-e-'uroosii]**: :wink:

dhniya at work [jolaahaas]…he has a mask on to avoid inhaling fine particles of cotton

**
tagaaii stage: **after the liHaaf Khol [shell] is stuffed with spun cotton by the dhuniya

Dulaaii [light liHaaf]

**Iklaaii: **same as above but no cotton is stuffed

i dunno why am i getting ERROR: [you may attach up to 5 image per post only]

here is the LINK to Kambal

http://www.karmicfoundation.org/projectimages/275_blankets.jpg


Restored attachments:

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

Pehli tasweer to aisa lag raha hai... jaisay shadi ka kamra sajaya jata hai... moom batian aur pholon ki kami hai....

Re: Razai, Kambal, Lihaaf


tabhii to naam diyaa hai 'shab-e-'uroosii liHaaf ;)

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

yeh shab-e-uroosii kis bala ka naam hai?

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

lol…jiskii tamannaa aapke dil meN zaroor hogii…:wink:

shab-e-'uroosii = suhaag raat :yummy:

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

acha… to suhaag raat aur lihaf main bhi koi taluq hai… aur suhagan raat bhi hoti?

abhi to main doodh peeta chota sa nana sa masoom sa hon… :lb:

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

lihaf razai ki 2nd form or kambal 3rd form :biggthumb:

Re: Razai, Kambal, Lihaaf


to, aap GS kii maHfil-e-baaliGhaan meN kia kar rahe haiN...shabbaash, jaao bottle le kar so jaao! :D

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

What is difference between comforter and quilt ?

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

ab itnii baareek-beenii kaa muzaahira tum hii kar saktii ho :stuck_out_tongue:

aur, iklaaii kiskii form hai? :smiley:

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

running teezi say, aur dhagay say bahar

Re: Razai, Kambal, Lihaaf


good, magar chorii chhipe phir aa sakte haiN jab GS kaa chawkidaar Khaab-e-Khargosh ke maze le rahaa ho! ;)

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

Dono behnein :cb:
ek ki nature fluffy, dusri ki soft :omg:

oh thanxx :hat:

iklaii neighbor :stuck_out_tongue:

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

kia tumhaarii paRosan merii chhajjewaali hai? :hmmm:

Re: Razai, Kambal, Lihaaf

:ast: hoti to sahi na zra, :snooty: