Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar , Tumhain Kiya Khabar Hay
Apnay Khuda Say ------!
Main Kia Mangta Houn, Wairoon Main Ja Kar, Dukharay Suna Kar, Daman Phaila Kar,
Aansoo Baha Kar, Tumhain Kia Khabar
Apnay Khuda Say Main Kia Mangata Houn
Tum To Kaho Gay, Sanam Mangta Houn, Ghunam Mangata Houn, Zar Mangata Houn
Main Ghar Mangata Houn, Zameen Mangata Houn, Nageen Mangta Houn
-------!
Tum To Kaho Gay Hum Ko Khabar Hay , Kah Ratoun Main Uth Kar, Khayaloon Say Hou Kar,
Yadoon Main Kho Kar, Aankhain Bhigo Kar, Kissi Dilruba Key, Kissi Dilnasheen Key
Wafa Mangata Houn, Yah Bhi Ghalat Hay, Woh Bhi Ghalat Hay, Jo Bhi Hay Socha
So Woh Bhi Ghalat Hay, Nah Sanam Mangata Houn, Nah Zar Mangata Houn
Nah Dilruba Key, Nah Dilnasheen Key, Nah Mah Jabeen Key Wafa Mangata Houn
Kar , Tumhain Kiya Khabar Hay ----- Apnay Khuda Say Main Kia Mangata Houn ------!
Main Apnay Khuda Say
Aadm Kay Baitay Key Aankho Say Jati ---------- Hia Mangata Houn
Hawa Key Baiti Kay Sir Say Utarti ----------- Rida Mangata Houn
Iss Karay Waqat Main --------- Pak Watan Key Baqa Mangata Houn
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
very nice:k:
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
Wonderfull…bohat he umdaa Sharing:clap:
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
kia baat hay g; iss zamanay bhee aisay kuch loag hotay g;very nice.
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
nice sharing :)
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
buhat khooo bb sannan :)
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
I luved it....welcum bak sannan bhai?
Where have u been?
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
wah sannan bohot khoob :k:
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
buhat ala
dil say nikli pukar hai
May Allah keep our country in his aman.
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
^ameen
thanks for sharing sannan :)
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
Buhat khub shandar wapsi Sannan ![]()
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
thx …
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
thx for liking
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
kia baat hay g; iss zamanay bhee aisay kuch loag hotay g;very nice.
Bus kuch aisay he logoon key wajah say yah mulak chal raha hay ... wagarna kasar to kuch naheen rah gai hay ..........
anyway thx
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
buhat ala dil say nikli pukar hai May Allah keep our country in his aman.
Yes buhat logoon key yahi dua hay aab daikhain kia banta hay ....... Hamaray buzuargoon key qurbanian raigan naheen jain ge .....
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
Or suna Nwaz Sharif ka istqbal kaisa howa:chai:
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
thanks sheal, koyal, sunny nicky and shab-e-hijar
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
I luved it....welcum bak sannan bhai? Where have u been?
thx for appreciating and warm welcome ........ I been seems to be here in this world but deadly busy ....
i'll miss the GS but now will try to visit oftenly .....
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
Main ny bhi reply kiya hai:kursi:
Re: Ratoun Main Uth Kar, Yadoon Main Kho Kar ,
Hamari choice hamaisha say hay lajwab
…