Raaton main gar na ashk bahaon to kya karon
Ek pal bhi uss ko bhool na paoon to kya karon
Main nay suna hai un ko andhere nahin pasand
Rahon main ab main dil na jalaon to kya karon
Tum hi kaho keh chore day jub zindagi bhi sath
phir moot ko galy na lagaun to kya karon
Socha to tha kay chor doun us ki gali murad
lakin kahin qarar na pawon to kya karon
Raaton main gar na ashk bahaon to kya karon
Ek pel bhi us ko bhool na paaon to kya karon
good one super thanks 4 sharin...:)
Amal
November 24, 2002, 2:37pm
5
Re: Ratoon Main Gar Na Ashk…
*Originally posted by superglue: *
Raaton main gar na ashk bahaon to kya karon
Ek pal bhi uss ko bhool na paoon to kya karon
Main nay suna hai un ko andhere nahin pasand
Rahon main ab main dil na jalaon to kya karon
Tum hi kaho keh chor day jub zindagi bhi sath
phir moot ko galy na lagaun to kya karon
Beautiful:):k:...thanx for sharing
Re: Ratoon Main Gar Na Ashk…
*Originally posted by superglue: *
Raaton main gar na ashk bahaon to kya karon
Ek pal bhi uss ko bhool na paoon to kya karon
Main nay suna hai un ko andhere nahin pasand
Rahon main ab main dil na jalaon to kya karon
Tum hi kaho keh chor day jub zindagi bhi sath
phir moot ko galy na lagaun to kya karon
Socha to tha kay chor doun us ki gali murad
lakin kahin qarar na pawon to kya karon
Raaton main gar na ashk bahaon to kya karon
Ek pel bhi us ko bhool na paaon to kya karon
Wah kia baat hai :k:
Aise sawalon ke jawab hote to mein zaroor de deta..filhaal go on..koi ilaaj naheen
I think Khuda ko yaad karo, zaroor jawab miljaega ke kya karna chaheyay :)
newayz, thx for sharing !
jano gi ** mummy** nahiMomi
Re: Re: Ratoon Main Gar Na Ashk…
sawal ka jawab ummmm... well har sawal ka koie na koie jawab to hota hai .. yeh to Universal Truth hai.. vaisay apki dua say jawab kay bohat kareb a gain hain hum.. mila to Insh'Allah ap ko bhi zaroor batain gain..
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
I think Khuda ko yaad karo, zaroor jawab miljaega ke kya karna chaheyay :)
newayz, thx for sharing !
[/QUOTE]
ay bhai molvi log..
khuda ko yad kartay to yeh panga hota he na..
ab to panga lay lia.. ab nibhana to paray ga aur jawab dhondna bhi paray ga....
Kion mujhay mumy/dady bananay pay tulay hoo tum log ?
aur Momi Kon ?
hum to khaki hain
voh kya shair hai
Amal say zindagi banti hai dozakh bhi jahanum bhi
Yeh **khaki** apni fitrat main na noori hai na nari hai
Allama iqbal ki roh tarap gaye hogi ye shair parh kar