**Meri aankhon ko aur na rat’jagon ke azaab de,
Jo ho sake to ab inhain koi haseen khawab de,
Jo kaha nahin hai mene, usey samajne ki koshish to kar,
Jo pucha nahin kabhi, us sawaal ka jawaab to de,
Main apni nazar ko tere wajood ka tawaaf somp raha hon,
Tu apne hussan ko meri wafaa ka hijaab to de, **