raste mei mil gaya to shareek safar na jaan

** raste mei mil gaya to shareek safar na jaan jo chaoo meharbaan ho use apna ghar na jaan

mei sach kahunga phir bhi haar jaunga
tum jhoot boloege aur lajawab kardege

kuch to hawa bhi sard thi kuch tumahrara khayal bhi
dil ko khushi ke sath hota raha malaal bhi

tum to khushbu hoo hawa mei bikhar jauge
masla to phulon ka hai woh kidhar jayange **
**
ana parast hai itnee keh baat se pehlay
voh uth kar band mere har kitab kardege

unke nighaon ki rahon ka ishara dekhna
me samandar dekhta hun tum kinara dekhna

:snooty::snooty:
**

Re: raste mei mil gaya to shareek safar na jaan

:k:

Re: raste mei mil gaya to shareek safar na jaan

nice