Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

Bay-karaaN tanhaiyooN ka silsila reh gaya
Teray meray darmiyaaN bas ek khala reh gaya
Aks beh jaiN gay saray dhoop kay sailab maiN
Or koi paniyooN maiN jhankta reh jay ga
Mujh ko meray humsafer aisa safer darpaish hai
Rasta kat bhi gaya to fasla reh jay ga
Log soo jaiN gay khamooshi ki chadar oorh ker
Chand sooni akhiyooN maiN jagta reh jay ga
Jo kabhi us nay parhi thi *Nasir *mujhay maang ker
Naam mera un kitabooN maiN likha reh jay ga

[RIGHT]*** Nasir Kazmi***
[/RIGHT]

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

mukarer.
thanks for sharing Sheal.

best,

Dushwari

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

WOW, Sheal that is great one,

Thanks for sharing it ,....

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

beautiful..

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

buhut khoob :)

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

very nice :k:

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

bohat khoob Sheal :)

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

What a lovely piece :(:k:

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

Aahaaa.. :d

Nikami jii bhi tashreef lai hain hamaray thread main :) welcome jee.

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

Thanks

Dushwari
arsalanh2000
Ahmer
Daanie

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

thanks shaboo :slight_smile:

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

eid to abhi dour hai yay chand meray thread main kahan say nikal aaya :stuck_out_tongue:

yay sad face kuen…?

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

Jo kabhi us nay parhi thi *Nasir *mujhay maang ker
Naam mera un kitabooN maiN likha reh jay ga

beautiful .... :)

Re: Rasta Kat Bhi Gaya To Fasla Reh Jay Ga

peer jee ap kaisay rasta bhool gay.... :P