RASOL,ALLAH(sallahu alihe wasallam)ny farmaya...

saeed bin sulaem razi allaahu anhu farmaty hen…RASOOL :saw2: ny farmaya

qayamat k din ALLAH :subhanahu: k nazdeek kalaam-e-paak( yani QURAAN) SE

barh kr koi safarish karny wala na huga na koi nabi na farishta waghera..

(Issi liye tilaawat ka ehtemaam hamesha rakhna chahiye)

(rawaah A.malik bin habib fi SHARAH AHYAA)